Tera Jogi Aaya Lyrics - Mera Jiwan | Jairaj | Vidya Sinha | Satyen Kappu | Mohammed Rafi | Pankaj Mitra
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tera jogi aaya song is from Mera Jiwan (1976) and it is sung by Mohammed Rafi and Pankaj Mitra.It stars Jairaj, Vidya Sinha, Satyen Kappu, Viju Khote in leading roles. This song is penned by M. G. Hashmat and composed by Sapan Jagmohan. It is produced by Hasmukh Kothri. This song was released on 01 Jan 1976.
Lyrics
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tu daal de bhiksha pyaar ki
Aur le le duaa dildaar ki
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tu daal de bhiksha pyaar ki
Aur le le duaa dildaar ki
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Ho tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Main jaanoon
Tu jaane ya rab jaane
Main jaanoon
Tu jaane ya rab jaane
Heer baney tu
Uu uu uu uu
Ranjha ban ke
Ae ae ae ae
Teri gali main aaoon
Heer baney tu
Ranjha ban ke
Teri gali main aaoon
Naam agar ho
Tera laila majnu main kehlaaoon
Tere pyaar mein pathhar khaaoon
Aur mar ke amar ho jaaoon
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Main jaanoon
Tu jaane ya rab jaane
Main jaanoon
Tu jaane ya rab jaane
Pyaar ke raahi
Ee ee ee ee
Janam janam mein
Ae ae ae
Roop badal ke aayen
Pyaar ke raahi
Janam janam mein
Roop badal ke aayen
Phir bhi aankhen
Na pehchaanen
Yeh to samajh na paaye
Mere dil ke armaan gaayen
Aur tujh ko yaad dilaayen
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tu daal de bhiksha pyaar ki
Aur le le duaa dildaar ki
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Ho tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Tera jogi aaya
Main jaanoon
Tu jaane ya rab jaane
Main jaanoon
Tu jaane ya rab jaane
Main jaanoon
Tu jaane ya rab jaane
Main jaanoon
Tu jaane ya rab jaane.