Mere Hathon Mein Lage To Rang Lyrics - Tumhare Liye | Ashok Kumar | Sanjeev Kumar | Anita Guha | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mere hathon mein lage to rang song is from Tumhare liye (1978) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Ashok Kumar, Sanjeev Kumar, Anita Guha, A K Hangal in leading roles. This song is penned by Naqsh Lyallpuri and composed by Jaidev Verma. It is produced by Raj Tilak. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Mere hatho me
Lage to rang lal
Mehandi tere nam ki
Mere hatho me lage to rang lal
Mehandi tere nam ki
Piya mange re
Piya mange re mange re
Meri mang lali tose shyam ki
Gori nadiya ka
Gora badan jhume
Tujhe dekhe to
Thandi pavan jhume
Gori nadiya ka
Gora badan jhume
Tujhe dekhe to
Thandi pavan jhume
Chudi chanke jaise
Koi geet milan ka gaye
Chan chan karti payal tujhko
Apne pas bulaye
Piya mange re
Piya mange re mange re
Meri mang lali tose shyam ki
Mere hatho me lage to rang lal
Mehandi tere nam ki
Jane kabse mai
Dekhu yahi sapna
Rahu banke
Dulhaniya tere angana
Jane kabse mai
Dekhu yahi sapna
Rahi banke
Dulhaniya tere angana
Mere tan ki dali
Teri baho me khil jaye
Jhum uthi mathe ki bindiya
Tu jo ang lagaye
Piya mange re
Piya mange re mange re
Meri mang lali tose shyam ki
Mere hatho me lage to rang lal
Mehandi tere nam ki.