Laali Mere Laal Ki Lyrics - Phagun | Kishore Kumar | Pankaj Mitra
in Movies
Watch the Video
Song Information
Laali mere laal ki song is from Phagun (1973) and it is sung by Kishore Kumar, Pankaj Mitra, Sunil Kumar and R S Bedi.It stars Dharmendra, Waheeda Rehman and Jaya Bhaduri in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by S D Burman. It is produced by Rajinder Singh Bedi. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
laali mere laal ki
laali mere laal ki
jit dekhu tit laal
laali dekhan main gayi
are main bhi ho gayi laal
phir, phir raat hui
ek baat hui
chori chori chori mulakat hui
phir furr, furr furr
batao na vadi kya baat hui
kah du kah do kah du kah do, kahu
nahi kahunga, nahi kahunga, nahi kahunga
nahi kahunga, nahi kahunga, nahi kahunga
chahe maro chahe pito chahe maska lagao
chahe maro chahe pito chahe maska lagao
magar nahi bolunga, nahi bolunga, nahi bolunga
bolo na
nahi bolunga, nahi bolunga, nahi bolunga
chankya pandit bol gaye
suno suno aur suno
wo uncha sa ped jo hain na
kal me uske paas gaya tha
patte niche pade hue the
pandit mullah chadhe hue the
ishwar allah lade hue the
jar ke liye nahi re nahi
ghar ek liye naahi re naahi
dar ke liye nahi re nahi
to phir kiske liye
kah du kah do kah du kah do
nahi kahunga, nahi kahunga, nahi kahunga
nahi kahunga, nahi kahunga, nahi kahunga
chahe maro chahe pito chahe maska lagao
chahe maro chahe pito chahe maska lagao
magar nahi bolunga, nahi bolunga, nahi bolunga
bolo na
nahi bolunga, nahi bolunga, nahi bolunga
chankya pandit bol gaye
are baap re main to dar gaya
paro bolo devdaso, roti kyu ho paro
preetam jo main janti, preetam jo main janti
preet ki dukh hoye
nagar dhindhora dhindhora pitti
preet na karyo koye
allah to aashiq ko na dikhlaye budapa
allah to aashiq ko na dikhlaye budapa
haye haye re budapa
haye haye re budapa
haye haye re budapa
haye haye re budapa
jab hum bhi chale sath chale richh ka baccha
jab hum bhi chale sath chale richh ka baccha
are richh ka baccha
are richh ka baccha
are richh ka baccha
are richh ka baccha
ja ko naahi hate bebai ue kya jane peer parai
ja ko naahi hate bebai ue kya jane peer parai
raghu reet sada chali aayi
raghu reet sada chali aayi
pran jaye par vachan na jayi jayi jayi
ban chale raam raghurai
ban chale raam raghurai
ban chale raam raghurai
ban chale raam raghurai
chankya pandit bol gaye ye gudum
are are bhalu aaya, nahi aaya
to phir sa jaao