Tera gham agar na hota song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Avinash Chander. This song was released on 27 Aug 1993.
Tera gham agar na hota
Tera gham agar na hota
To sharaab mein na peeta
Tera gham agar na hota
To sharaab mein na peeta


Ye sitam agar na hota
Ye sitam agar na hota
To sharaab mein na peeta
Tera gham agar na hota
To sharaab mein na peeta


Harjaaye me nahi ho, na wo hai bewafa
Harjaaye me nahi ho, na wo hai bewafa
Bas waqt ne kiya hai mujse jara daga
Chaha tha mene usko ye hai meri khata


Ye karam agar na hato,
Ye karam agar na hota
To sarab mena pita
Tera gham agar na hota
To sharaab mein na peeta


Sare jahaa se mera itana saval hai
Sare jahaa se mera itana saval hai
Chahat ka kyoon hamesa aisa hi haal hai
Kabhi yaad vo karegi, mera khayaal hai


Ye bharam agar na hota,
Ye bharam agar na hota
To sharaab mein na peeta
Tera gham agar na hota
To sharaab mein na peeta


Ye sitam agar na hota
To sharaab mein na peeta
Tera gham agar na hota
To sharaab mein na peeta
To sharaab mein na peeta
To sharaab mein na peeta.