Shabnam Yeh Tan Tha Lyrics - Uljhan | Vivek Mushran | Puru Rajkumar | Dipti Bhatnagar | Alka Yagnik | Kumar Sanu
in Movies
Watch the Video
Song Information
Shabnam yeh tan tha song is from Uljhan (2001) and it is sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu.It stars Vivek Mushran, Puru Rajkumar and Dipti Bhatnagar in leading roles. This song is penned by Shyam Raj and composed by Aadesh Shrivastava. It is produced by Pahlaj Nihalani. This song was released on 04 May 2001.
Lyrics
Shabnam ye tan tha
Shabnam ye tan tha shola hua
Aisi ada se tune chhua
Karde shital ab ye jwala
O saathiya
Dekhu tujhe lalachaye jiya
Are ang rash mein duba hua
Bharde ab to dil kya pyala
O saathiya
In hotho pe aaj bithade
Apne labo ka pahra
In hotho pe aaj bithade
Apne labo ka pahra
Aaja dub ke dekhe dono
Pyar hai kitna gahra
Dil me nasha ban ke utar
Kitna hasi hai ye jahar
Shabnam ye tan tha shola hua
Aisi ada se tune chhua
Karde shital ab ye jwala
O saathiya
Jabse teri angdayi ka
Maine jam piya hai
Jabse teri angdayi ka
Maine jam piya hai
Deewano ka deewana hu
Ye ilzam liya hai
Dil ko nahi dil ki khabar
Koi na ho shamo sahar
Dekhu tujhe lalchaye jiya
Har ang rash mein duba hua
Bhar de ab to dil ka pyala
O saathiya
Shabnam ye tan tha shola hua
Aisi ada se tune chhua
Karde shital ab ye jwala
O saathiya.