Jaane man jaane jan song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Namrata Dehal. This song was released on 10 May 1996.
Janeman janeja sun meri dasta (x2)

Jab se dekha tumhe dil ka hai ye sama

Jindgi ki kasam ashiki ki kasam

Har khushi ki kasam har kisi ki kasam

Tere bin jo jiye vo bada bewfa

Pahle najre mili fir ye dil mil gaye

Dil ke andar kahi phul se khil gaye

Na maine kiya na tune kiya magar pyar ho hi gya

Na maine diya na tune diya magar dil tha kho hi gya

Jindgi ki kasam ashiki ki kasam

Har khushi ki kasam har kisi ki kasam

Tere bin jo jiye vo bada bewfa

Janeman janeja sun meri dasta

Jab se dekha tumhe dil ka hai ye sama

Maine wada kiya jaan ko de diya

Naam rab ka liya yaad tujhko kiya

Tere pyar me teri yaad me mera haal ye ho gya

Kaha manjile kaha raste tujhe pa ke mai kho gya

Jindgi ki kasam ashiki ki kasam

Har khushi ki kasam har kisi ki kasam

Tere bin jo jiye vo bada bewfa

Janeman janeja sun meri dasta

Jab se dekha tumhe dil ka hai ye sama