Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S. J. Rajdev. This song was released on 01 Jan 2018.
haan tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
na yun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana
tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye

yeh rangeen badan dekho sitam dhaaye na kahin
arey dil dadke mera lehron me lehrake dolo nahi
yeh rangeen badan dekho sitam dhaaye na kahin
arey dil dhadke mera lehron me lehrake dolo nahi
darta hoon main shola hai tu aag paani mein lag jaaye na
tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
na yun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

yeh socho jara koi tera chume hai kadam
haay jid na karo jine do auron ko bhi ai sanam

chhukar tujhe meri tarah saat mausam bhi ruk jaaye na
tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
na yun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

hai tan mann mera ulajha huwa julfon mein teri
are sun woh bewafa baahon mein le le yeh baahein meri

aa aa bhi ja warana kahin dubkar koi reh jaaye na haay