Jine ka agar andaz aaye song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R.K. Nayyar. This song was released on 01 Jan 2018.
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi


Kuch log yaha phulo ki jagha
Kanto ki tamana karte hai
Kuch log yaha phulo ki jagha
Kanto ki tamana karte hai
Jite hai na jine dete hai
Hasti ki wo ruswa karte hai
Hasti ki wo ruswa karte hai
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi


Shabnam ki chamak, suraj ki kiran
Kaliyo ki hansi mai thi hi nahi
Shabnam ki chamak, suraj ki kiran
Kaliyo ki hansi mai thi hi nahi
Ye zindagi kitni dilkash hai
Ab soch kabhi ye dekhi nahi
Ab soch kabhi ye dekhi nahi
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi.