Yeh Jhalak Yeh Jhalak Lyrics - Ehsan | Joy Mukherjee | Helen | Aruna Irani | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Yeh jhalak yeh jhalak song is from Ehsan (1970) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Joy Mukherjee, Helen and Aruna Irani in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by R D Burman. It is produced by S. J. Rajdev. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
yeh jhalak yeh jhalak haan chali main
yeh jhalak yeh jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwaalon ya ya ya
yeh jhalak yeh jhalak haan chali main
yeh jhalak yeh jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwaalon ya ya ya
jyoti main sitaaron ki dharati pe utar aayi
nikali hoon jhalak banake leti huyi angdaayi
pa jaao mujhako aisi nahi hoon main
bas dur hi se dekho mujhe hey ye ye
yeh jhalak yeh jhalak haan chali main
yeh jhalak yeh jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwaalon ya ya ya
dekho jo mera chehara parwaana dagar bhule
dil banake dhadak jaaye mera haath jise chhu le
banake kayaamat yeh chal padi hoon main
rok sake toh roko mujhe
yeh jhalak yeh jhalak haan chali main
yeh jhalak yeh jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwaalon ya ya ya
yeh jhalak yeh jhalak haan chali main
yeh jhalak yeh jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwaalon ya ya ya