Jis din sooraj ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahesh Bhatt. This song was released on 09 Jul 1993.
Jis din sooraj ki pahli kiran
Utri thi zameen par
Jis din sooraj ki pahli kiran
Utri thi zameen par


Us din se mai tujhse
Mohabbat karta hoon
Jis din sooraj ki pahli kiran
Utri thi zameen par
Us din se mai tujhse
Mohabbat karta hoon
Jis din sooraj ki pahli kiran
Utri thi zameen par


Mera pyar nayi koi baat nahi
Mera pyar tha sadiyo pahle bhi
Mera pyar nayi koi baat nahi
Mera pyar tha sadiyo pahle bhi
Jo tujhse kiya hai aaj wahi
Ikrar tha sadiyo pahle bhi
Jo tujhse kiya hai aaj wahi
Ikrar tha sadiyo pahle bhi
Jo dil jab do insano ke
Mil kar dhadke the
Us din se main tujhse
Mohabbat karta hoon
Jis din sooraj ki pahli kiran
Utri thi zameen par


Yeh duniya jab tak baki hai
Main tera sath na chodunga
Yeh duniya jab tak baki hai
Main tera sath na chodunga
Tere aachal ke ik jhoke se
Rukh toofano ke modunga
Tere aachal ke ik jhoke se
Rukh toofano ke modunga
Jis din se pyar ki rasham chali
Aye jane tamanna
Us din se main tujhse
Mohabbat karta hoon
Jis din sooraj ki pahli kiran
Utri thi zameen par.