sansaar hai ik nadiyaa, duhkh-sukh do kinaare hainna jaane kahaan jaaen, ham bahate dhaare hainchalate hue jiivan kii, raftaar men ik lay haiik raag men ik sur men, sansaar kii har shay haisansaar kii har shay haiik taar pe gardish men, ye chaand sitaare haindharatii pe ambar kii aankhon se barasatii haiik roz yahii buunden, phir baadal banatii hain -2
is banane bigadane ke dastuur men saare hainkoii bhii kisii ke li_e, apanaa na paraayaa hairisshte ke ujaale men, har aadamii saayaa hai -2kudarata ke bhii dekho to, ye khel puraane hainhai kaun vo duniyaa men, na paap kiyaa jisanebin ulajhe kaanton se, hain phuul chune kisanehain phuul chune kisanebe-daag nahiin koii, yahaan paapii saare hain