Salaam Zindagi Lyrics - Lamhaa | Bipasha Basu | Anupam Kher | Kunal Kapoor | Arun Daga | Mohammad Irfan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Salaam zindagi song is from Lamhaa (2010) and it is sung by Arun Daga, Mohammad Irfan and Saim Bhat.It stars Bipasha Basu, Anupam Kher, Kunal Kapoor and Sanjay Dutt in leading roles. This song is penned by Sayeed Quadri and composed by Mithoon. It is produced by Bunty Walia, Jaspreet Singh Walia. This song was released on 16 Jul 2010.
Lyrics
Jis cheez ko paane ki
Thi umeed kho chuki
Jis cheez ko paane ki
Thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar
Bahut dil ko khushi hui
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Hum saath mein
Hain aur saath rahe
Bas dua yeh karte hain
Aabaad rahe apni mohabbat
Rab se yeh kaha karte hain
Jis cheez ko paane ki
Thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar
Bahut dil ko khushi hui
Jis cheez ko paane ki
Thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar
Bahut dil ko khushi hui
Jis cheez ko paane ki
Thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar
Bahut dil ko khushi hui
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Salaam zindagi
Hum se yahan zameen ka falak
Khud hai keh raha
Ek din main le kar aaunga
Woh amm ki subah
Hai jiski aarzoo main
Yeh aankhein jagi hui
Hai jiski aarzoo main
Yeh aankhein jagi hui
Aankhon ne yahan dekhi
Hain khwaabon ki bastiyan
Gum aur udaasiyon me
Bhi paayi hai mastiyan
Aankhon ne yahan dekhi
Hain khwaabon ki bastiyan
Gum aur udaasiyon me
Bhi paayi hai mastiyan
Hai aandhiyon mein bhi
Kahin shamma jali hui
Hai aandhiyon mein bhi
Kahin shamma jali hui
Salaam zindagi
Jis cheez ko paane ki
Thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar
Bahut dil ko khushi hui
Ye saari aasavar ralit basith
Milsaar posh gulzaaro
Amanok khaaba ta dhin sa
Milsaari posh gulzaaro
Salaam zindagi.