Afiya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Suri, Onir. This song was released on 30 Jun 2017.
Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe hai bhi kha


Maan tera chahe sirf wafaaiye
Bepanah, bepanah
Teri ibadat, tera yaaken hai
Afiya afiya


Ik dua bass ik dua
Aur toh kuch maaga na tha
Kyun hai sab tujhse khafa. Is tarah
Is tarah..


Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe, hai bhi kha


Kyun hai mehfil tanha tanha
Nazro mein sehra sehra
Kyun hai subah shab ki tarah
Har lamha thera thera


Naa nur ki hai barsaatien
Na chain sukoon ki baatien
Hai khuda bata de ab kya hai maajra


Gum shum ghum shum sa hai pal pal
Gam ghin sa aalam hai
Chuttey apny hais aare
Ashqo ka yeh hai mausam hai


Ab kaisa yeh dastur
Sab tujhyse hai dur
Koi samjhey na tera jhazhbat


Maan tera chahe sirf wafaaiye
Bepanah, bepanah
Teri ibadat, tera yaaken hai
Afiya afiya


Ik dua bass ik dua
Aur toh kuch maaga na tha
Kyun hai sab tujhse khafa. Is tarah
Is tarah..


Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe, hai bhi kha
Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe, hai bhi kha..