Sakiya mera song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sakiya mera ek kaam kar de
Sakiya mera ek kaam kar de
Sara maikhana mere naam kar de
Sakiya mera ek kaam kar de
Sakiya


Tujhko zulfon ki ghata kehti hai
Meri bechain ada kehti hai
Ab kadam mere thartharate hai
Ab kadam mere thartharate hai
Udte aanchal ki hawa kehti hai
Mujhpe hesan kar
Yu na hairan kar sakiya
Sakiya mera ek kaam kar de
Sakiya mera ek kaam kar de
Sara maikhana mere naam kar de
Sakiya mera ek kaam kar de
Sakiya


Wasta tujhko zindgani ka
Aur sagar ke surkh pani ka
Tu samandar se mujhko shabnam de
Tu samandar se mujhko shabnam de
Kya maza hai aisi meharbani ka
Pyas hai gulbadan
Janeman janeman sakiya
Sakiya mera ek kaam kar de
Sakiya mera ek kaam kar de
Sara maikhana mere naam kar de
Sakiya mera ek kaam kar de
Sakiya


Mujhko duniya ki aabaru kab hai
Aur daulat ki zustzu kab hai
Meri manzil to teri chokhat hai
Meri manzil to teri chokhat hai
Mujhko jalnar ki aarzoo kab hai
Mere nadan umar
Gavo mein shamo sahar sakiya
Sakiya mera ek kaam kar de
Sakiya mera ek kaam kar de
Sara maikhana mere naam kar de.