Khula hai daar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 Jan 2011.
Khula hai daar patara
Intazaar jaata raha
Khula hai daar patara
Intazaar jaata raha
Khulus to hain magar
Aitbaar jaata raha
Khula hai daar patara
Intazaar jaata raha
Khulus to hain magar
Aitbaar jaata raha
Khula hai darr


Kisi ki aankh mein masti
To aaj bhi hain wahi
Kisi ki aankh mein masti
To aaj bhi hain wahi
Magar kabhi jo humein
Thaa khumaar jaata raha
Magar kabhi jo humein
Thaa khumaar jaata raha
Khulus to hain magar
Aitbaar jaata raha
Khula hai darr


Kabhi jo seene mein
Ik aag thi woh sard huyi
Kabhi jo seene mein
Ik aag thi woh sard huyi
Kabhi nigaha mein
Jo thaa sharar jaata raha
Kabhi nigaha mein
Jo thaa sharar jaata raha
Khulus to hain magar
Aitbaar jaata raha
Khula hai darr


Ajab sa chain thaa humko ki
Chup the hum baichain
Ajab sa chain thaa humko ki
Chup the hum baichain
Karaar aaya to jaise
Karaar jaata raha
Karaar aaya to jaise
Karaar jaata raha
Khulus to hain magar
Aitbaar jaata raha
Khula hai daar patara
Intazaar jaata raha
Khulus to hain magar
Aitbaar jaata raha
Khula hai darr.