Sadiyon ki hoon nishani song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1971.
Sadiyon ki hun nishani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani


Tanhaaiyon ke ban mein
Aawaaz hun na paaya
Har baar dil ne puchha
Ab jaise koi aayaa
Har baar aahaton par
Royi hai bejubaani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani


Aye raat ye andhera
Ye dard ye udaasi
Dil bhi janam ka pyasa
Main bhi janam ki pyaasi
Na kaamiyon mein ghoom hai
Sab hasratein suhaani
Main ankahi kahaani
Sadiyon ki hun nishani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani.