LyricsTashan

Sa Ni Dha Pa Ma Ga Ni Dha Lyrics - Chaitali | Dharmendra | Pradeep Kumar | Saira Banu | Lata Mangeshkar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Sa ni dha pa ma ga ni dha song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mrs. Monabai Roy. This song was released on 18 Sep 1975.

Lyrics

Sargam ke phoolo se
Sargam ke phoolo se
Gito ka har banau
Sargam ke phoolo se
Gito ka har banau
Tum jaise tum dekho
Tumhe koi git sunau
Sargam ke phoolo se
Gito ka har banau
Sargam ke phoolo se


Kahi kaliya khili kahi kaliya khili
Kahi kaliya khili kahi khilne
Se pahle murjhane lagi
Kahi bate zuba par aane lagi
Kahi dil me hi rah jaye
Kahi bate zuba par aane lagi
Kahi dil me hi rah jaye
Phir kaise ab aake
Tummhe man ki bat batau
Sargam ke phoolo se
Gito ka har banau
Sargam ke phoolo se


Koi nadiya mili koi nadiya mili
Koi nadiya mili sagar se
Koi raste me chhut gayi
Koi dor patang ke sang udi
Koi bich gagan me tut gayi
Koi dor patang ke sang udi
Koi bich gagan me tut gayi
Anjare jivan ka mai
Kab tak sath nibhau
Sargam ke phoolo se
Gito ka har banau
Sargam ke phoolo se
Gito ka har banau
Tum jaise tum dekho
Tumhe koi git sunau
Sargam ke phoolo se
Gito ka har banau
Sargam ke phoolo se.

Related Songs

More songs from Chaitali (1975)
More songs of Dharmendra
More songs of Pradeep Kumar
More songs of Saira Banu
More songs of Lata Mangeshkar