Pahle Wafa Ka Apni Lyrics - Sanjeev Kumar | Sunil Dutt | Nutan | Asha Bhosle

1968

Lyrics

Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye

Kuch aage badke phul bhi aayenge hath me
Kuch aage badke phul bhi aayenge hath me
Kanta samjhke hum sina daman bchayenge
Kanta samjhke hum sina daman bchayenge
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye

Hum saya bankar sath na chhodege aapka
Hum saya bankar sath na chhodege aapka
Ab pas pas aau ya dur jaiye
Ab pas pas aau ya dur jaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye

Humne to matha aapke kadmo me rakh diya
Humne to matha aapke kadmo me rakh diya
Ab is pe apne hath se bindiya sazaiye
Ab is pe apne hath se bindiya sazaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni.