Nainon ki gaadi chali song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mohan Kumar. This song was released on 01 Jan 1972.
Bandhan tote na saawariya
Bandhan tote na saawariya
Raam kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na saawariya
Raam kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na


Lal basanti lal basanti
Neele kaare
Kachche jagat ke
Rang he sare
Meine to tere
Prem ke patte
Rang mein rang diye chunariya
Bandhan tote na saawariya
Bandhan tote na


Mira krishan ke
Mira krishan ke
Geet sunaye
Mera jiya piya
Tere gun gaye
Mira krishan ke
Prem pujaran
Apne piya ki mein bawariya
Bandhan tote na saawariya
Ram kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na.