Soyi kaliyan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kidar Sharma. This song was released on 01 Jan 2018.
Soyi kaliyan hans padi
Jhuke laaj se nain
Vina ki jhakar mein
Tadapan lage bain


Sapna ban sajan aaye
Sapna ban sajan aaye
Hum dekh dekh musakaye
Hum dekh dekh musakaye
Yeh naina bhar aaye sharmaye
Sapna ban sajan


Bichh gaye badal ban kar chhadar
Bichh gaye badal ban kar chhadar
Indra dhanush pe humne jakar
Jhule khub jhulaye
Jhule khub jhulaye
Yeh naina bhar aaye sharmaye
Sapna ban sajan


Neel gagan ke sudar taare
Neel gagan ke sudar taare
Chun liye phul samajh ati nyare
Jholi mein bhar laye
Jholi mein bhar laye
Yeh naina bhar aaye sharmaye
Sapna ban sajan


Mast pavan thi hum the akele
Mast pavan thi hum the akele
Hilamil kar barkha sang khele
Phule nahi samaye
Yeh naina bhar aaye sharmaye
Sapna ban sajan aaye.