Bedaar Huyin Kaliyaan Lyrics - Jeevan | Premnath | Achla Sachdev | Rajkumari Dubey
1951
Lyrics
Aa aa aa aa aa
Payaam-e-ishqraa haan aan aan aan
Man aj nigaah-e-naaz mein kaanam
Zabaan-e-yaar-e-man
Hindi daman hindi naa main gaanam
Payaam-e-ishqraa haan aan aan aan
Man aj nigaah-e-naaz mein kaanam
Zabaan-e-yaar-e-man
Hindi daman hindi naa main gaanam
Bedaar huyin kaliyaan
Aur husn huaa raksaan
Sholaa-e-shamaa larzaan
Afsaane kaa unvaan unvaan
Bedaar huyin kaliyaan
Aur husn huaa raksaan
Sholaa-e-shamaa larzaan
Afsaane kaa unvaan unvaan
Zaraa patange ki aahat hui
To bhaanp gayi shamaa ki lau
Shamaa ki lau se jo uriyaan
Sitaan ko kaanp gayi
Jali to aisi jali naam kar gai roshan
Jali to aisi jali naam kar gai roshan
Bujhi to duniyaa ke aanchal se
Tan ko dhaanp gayi
Shamaa ki lau shamaa ki lau.