Mujhko To Qatil Ki Lyrics - Uljhan | Ashok Kumar | Sanjeev Kumar | Ranjeet | Asha Bhosle | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mujhko to qatil ki song is from Uljhan (1975) and it is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and Sudesh Kumar.It stars Ashok Kumar, Sanjeev Kumar, Ranjeet and Sulakshana Pandit in leading roles. This song is penned by M. G. Hashmat and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Sudesh Kumar. This song was released on 31 Oct 1975.
Lyrics
Mujhko to katil ki itni pahchan hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Mujhko to katil ki itni pahchan hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Najre jhuka ke kaise bane anjan hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Aise mahfil se uth ke na jao
Aise mahfil se uth ke na jao
Pas baitho jara muskurao
Aaj khushiyo ki mahgil saji hai
Kal hua hai jo use bhul jao
Are bhai kal ki kya bat hai
Husn ki bat hai ye ishk ka raz hai ye
Julf thi mahki mahki najar thi bahki bahki
Bahut bezar tha dil
Shola tha aag tha dil
Koi agosh me tha pagar khamosh tha dil
Fiza khamoshiyo ki dawa behoshiyo ki
Kiya kati thi pagal laga tha dil se katil
Laga tha dil se katil
Chehre se parda hatake rahunga
Chehre se parda hatake rahunga
Hua katal kaise bata ke rahunga
Bata ke rahunga
Jan lene wale ki muskil me jan hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Aise ilzam yu na lagao
Aise ilzam yu na lagao
Bhed khul jayega baz aao
Aaj khushyio ki mahfil saji hai
Kal hua jo use bhul jao
Wo ghadi yad karo chup ke milte the kabhi
Aankh ka milna tauba na kabhi aankh lage
Dino se lambi rate wo khud se khud ki bate
Wo kya majburiya thi wo kya duriya thi
Dilo ja hare hare firte the mare mare
Kahi dum ghut na jaye tamnna lut na jaye
Tamnna lut na jaye
Isiliye hamne sahara diya tha
Kashti dil ko kinara diya tha
Isiliye husn ko itna gurur hai
Isiliye husn ko itna gurur hai
Andhi jawani ka aanhko me surur hai
Aanhko me surur hai
Dekho kaise ban than ke baithe janab hai
Ek nahi inko to sat khun maf hai
Ek nahi inko to sat khun maf hai
Kaji or kanha bhi in par meharban hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Bhola bhala chehra hai dil beiman hai.