Mujh Ko To Katil Ki Itni Pehchaan Hai, Bhola Bhala Chehra Hai Dil Baimaan Hai Lyrics - Uljhan | Sudesh Kumar | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mujh ko to katil ki itni pehchaan hai, bhola bhala chehra hai dil baimaan hai song is from Uljhan (1975) and it is sung by Sudesh Kumar, Mohammed Rafi and Asha Bhosle.It stars Ashok Kumar, Sanjeev Kumar and Sulakshana Pandit in leading roles. This song is penned by M G Hashmat and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Sudesh Kumar. This song was released on 31 Oct 1975.
Lyrics
mujhko to katil ki itni pahchan hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai
mujhko to katil ki itni pahchan hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai
najre jhuka ke kaise bane anjan hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai
aise mahfil se uth ke na jao aise mahfil se uth ke na jao
pas baitho jara muskurao aaj khushiyo ki mahfil saji hai
kal hua hai jo use bhul jao are bhai kal ki kya bat hai
husn ki bat hai ye ishk ka raz hai ye
julf thi mahki mahki najar thi bahki bahki
bahut bezar tha dil shola tha aag tha dil
koi agosh me tha magar khamosh tha dil
fiza khamoshiyo ki dawa behoshiyo ki
kiya karti thi pagal laga tha dil se katil laga tha dil se katil
chehre se parda hatake rahunga chehre se parda hatake rahunga
hua katal kaise bata ke rahunga bata ke rahunga
jan lene wale ki muskil me jan hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai
aise ilzam yu na lagao aise ilzam yu na lagao
bhed khul jayega baz aao aaj khushyio ki mahfil
saji hai kal hua jo use bhul jao
wo ghadi yad karo chup ke milte the kabhi
aankh ka milna tauba na kabhi aankh lage
dino se lambi rate wo khud se khud ki bate
wo kya majburiya thi wo kya duriya thi
dilo ja hare hare firte the mare mare
kahi dum ghut na jaye tamnna lut na jaye
tamnna lut na jaye isiliye hamne sahara diya tha
kashti dil ko kinara diya tha isiliye husn ko itna gurur hai
isiliye husn ko itna gurur hai andhi jawani ka aanhko me surur hai
aanhko me surur hai dekho kaise ban than ke baithe janab hai
ek nahi inko to sat khun maf hai sat khun maf hai
kaji or kanha bhi in par meharban hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai
bhola bhala chehra hai dil beiman hai