( Papon and Monali Thakur )
Moh moh ke dhaage Moh moh ke dhaage
hmm. mmm.. mmm.. (3x)
Yeh moh moh ke dhaage Teri ungliyon se jaa uljhe Yeh moh moh ke dhaage Teri ungliyon se jaa uljhe Koyi toh toh na laage Kis tarah girah yeh suljhe Hai roam roam iktaara Hai roam roam iktaara Jo baadalon mein se guzre..
Yeh moh moh ke dhaage Teri ungliyon se jaa uljhe Koyi toh toh na laage Kis tarah girah yeh suljhe
Tu hoga zara paagal Thune mujhko hai chuna Tu hoga zaraa paagal Thune mujhko hai chuna Kaise thune ankahaa Thune ankahaa sab suna Tu hoga zaraa paagal Thune mujhko hai chuna
Tu din chadhe, mein raat aana Dono mill jaayein shamon ki tarah
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe Koyi toh toh na laage Kis tarah girha yeh suljhe
( Monali Thakur Version Only : )
Ki teri jhooti baatein Main saari maan loon Ki teri jhooti baatein Main saari maan loon Aankhon se tere sach sabhi Sab kuch abhi jaan lu Ke teri jhooti baatein Main saari maan lu Tez hai bhara, behte se hum awara Aa thaam ke saasein le yahaan
( Papon Version Only : )
Ki aisa beparwa mann pehle toh na tha Ki aisa beparwa mann pehle toh na tha Chitthiyon ko jaise mil gaya Jaise ik naya sa pata Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha Khaali raahein, hum aankh moonde jaayein Pahunche kahi toh bewajah
( Monali Thakur and Papon : )
Yeh moh moh ke dhaage Teri ungliyon se ja uljhe Koyi toh toh na laage Kis tarah girah yeh suljhe