घेरे Ghere Lyrics - Ayushmann Khurrana | Rachit Jadoun | Mirabel Stuart | Vivek Hariharan | Parag Chhabra

2022 T-Series

About this song

  • Song: Ghere
  • Music Composed, Produced and Arranged by: Parag Chhabra
  • Lyrics: Vayu
  • Singer: Vivek Hariharan, Parag Chhabra
  • Rap performed and written by: D’Evil
  • Music Producers: Parag Chhabra, Zrya, Nakul Chugh
  • Music Production Supervisor: Zrya
  • Electric Guitars: Zrya
  • Classical Guitars: Mark twain
  • Additional Vocals: Melissa Srivastava
  • Backing vocals: Siddhesh Jagtap, Karthik Manickavaskam, Kalyani Nair, Nidhi Saraogi, Aditya Ravindran, Parag Chhabra, Zrya
  • Mixed and Mastered by: Deepak Sugathan
  • Vocals recorded by: Rupjit Das at Playhead Studios
  • Rap vocals recorded at: Service Lane Studios
  • Music Assistant to Parag Chhabra: Siddhesh Jagtap
  • Music Label: T-Series

Lyrics

Bheje mein pehle koyi
Dang dang vajjdi hain
Hawa mein goonjte hai rang kayi
Chup se paani mein
Joh kankad pad gaya
Chhipi lakeerein chaal padi
Arey din kahin dooba hain
Huyi kahin subah hain
Duniya chalti hain circle pe
Sar joh yeh utha hain
Garda hi macha hain
Dhadkanon ki jaise halchal pe
Dard hi dawa hain
Apna hi nasha hain
Jee le zindagi maar maar ke
Sabko main nacha ke
Rakh doonga hila ke
Ab naa rehna hain dar dar ke
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere hain
Aasman ke taare sare chahe jhar gaye
Jugnuon ne kari roshni hain
Sust the joh saale din woh guzar gaye
Jaagi hain sansani
Arey aag ne chhua hain
Uth raha dhuan hain
Lawa nikla hai patthar hain
Raasta naya hain ab ban gaya hain
Paaniyon se kat karke
Saamne joh aaye kam se woh jaaye
Chhote chaal thoda bach karke
Zid se hoon bhara main
Bijli sa gira main
Baadlon se aise phatt karke
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj
Ghere hain
Sawere se jyada andhere hai
Dikhte hai chehre pe
Ghaav bade gehre
Chattan toot jaate hai
Hum toh heere hai
Koyale mein pale hai
Phir bhi jee rahe hai
Ladenge toh shaan se imaan hain apna
Ladne se darte nahi kam hain apna
Raat toh hain ghere mein
Akele hi jhelenge
Zaroor khelenege time hain apna
Arrey din kahin dooba hain
Huyi kahin subah hain
Duniya chaalti hain circle pe
Sar joh yeh utha hain
Garda hi macha hain
Dhadkanon ki jaise halchal pe
Dard hi dawa hain
Apna hi nasha hain
Jee le zindagi maar maar ke
Sabko main nacha ke
Rakh dunga hila ke
Ab na rehna hain dar dar ke
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj ghere mein
Ghere mein ghere mein
Ghere mein ghere mein
Rakhli raat aaj
Ghere hai
Ghere hai.