LyricsTashan

Milte Hi Nazar Tumse Lyrics - Ustadon Ke Ustad | Ashok Kumar | Pradeep Kumar | Johny Walker | Asha Bhosle | Mohammed Rafi

in Movies

Watch the Video

Song Information

Milte hi nazar tumse song is from and it is sung by , and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S.M. Sagar. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Aagaz to acha hai
Anzam khuda jane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Aagaz to acha hai
Anzam khuda jane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane


Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Sholo se uljhate ho
Haye deewane ho deewane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane


Tum husn muzashim ho
Rangin qayamat ho
Tum husn muzashim ho
Rangin kayamat ho
Phul julfo ke chune
Mang bhari taro se
Rang milta hai
Dahakte hue angaro se
Mast aankho pe guma
Hota hai maykhano ka
Har najar mein hai
Nasha saikdo paymano ka
Jane kya husn ke jalwo mein
Najar aata hai
Are dekhne walo ka
Imaan chala jata hai
Jane kya husn ke jalwo mein
Najar aata hai


Are dekhne walo ka
Imaan chala jata hai
Tum husn muzashim ho
Rangin kayamat ho
Tum husn muzashim ho
Rangin kayamat ho
Rangin kayamat ho
Baithe hai mukabil mein
Baithe hai mukabil mein
Hum teere najar khane ko
Baithe hai mukabil mein
Hum teere najar khane ko
Aagaz to acha hai
Anzam khuda jane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane


Nadan ho jano kya
Tum husn ki fitart ko
Nadan ho jano kya
Tum husn ki fitart ko
Jo ghatao ki tarah
Shano pe lahrate hai
Ha wahi julfe kabhi
Nag bhi ban jate hai
Aankhe maykhane hai lekin
Inhi maykhano mein
Jahar bhi hota hai paymano mein
Waqt ki kam na ho jisme
Wo insan hi kya
Ek najar me jo chala jaye
Wo iman hi kya


Waqt ki kam na ho jisme
Wo insan hi kya
Ek najar mein jo chala jaye
Wo iman hi kya
Nadan ho jana kya
Tum husn ki fitrat ko
Nadan ho jana kya
Tum husn ki fitrat ko
Tum husn ki fitrat ko
Andaz hi dekhe hai
Tewar nahi pahchane
Andaz hi dekhe hai
Tewar nahi pahchane
Sholo se uljhate ho


Haye deewane ho deewane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane.

Related Songs

More songs from Ustadon Ke Ustad (1963)
More songs of Ashok Kumar
More songs of Pradeep Kumar
More songs of Johny Walker
More songs of Asha Bhosle
More songs of Mohammed Rafi