Mere Shyam Mere Nandalala Lyrics - Sanjeev Kumar | Jagdeep | Aruna Irani | Lata Mangeshkar | Usha Mangeshkar

1969

Lyrics

Mere shyam mere nandlala
Mere shyam mere nandlala
Sagre jagat ka hai tu hi rakhwala
Mere shyam mere nandlala
Ho sagre jagat ka hai tu hi rakhwala
Mere shyam mere nandlala

Warindawan ki kunj galiyan mein
Aaj bhi madhuban ki kaliyan mein
Warindawan ki kunj galiyan mein
Aaj bhi madhuban ki kaliyan mein
Dhundti hogi koi brijbala
Mere shyam mere nandlala
Ho sagre jagat ka hai tu hi rakhwala
Mere shyam mere nandlala

Chahe na mane sari nagariya
Chahe na mane sari nagariya
Maine suni hai teri basuriya
Mai kaise manu nahi
Mai kaise manu nahi basuriwala
Mere shyam mere nandlala
Mere shyam mere nandlala
Sagre jagat ka hai tu hi rakhwala
Mere shyam mere nandlala
Mere shyam mere nandlala.