Kismet Ki Khidki Khuli Lyrics - Hum Intezaar Karenge | Vinod Mehra | Padmini Kolhapure | Dina Pathak | Bappi Lahiri | Shailendra Singh
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kismet ki khidki khuli song is from Hum Intezaar Karenge (1989) and it is sung by Bappi Lahiri and Shailendra Singh.It stars Vinod Mehra, Padmini Kolhapure, Dina Pathak, Mithun Chakraborty in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Bappi Lahiri. It is produced by Neelima Paul. This song was released on 06 Jan 1989.
Lyrics
Bahut mahino se thi kadki
Pas nahi tha paisa
Aaj mili ek
Aaj mili ek motar wali
Pasa palta kaisa
Kadki mein ladki mili
Kismat ki khidki khuli
Kadki mein ladki mili
Kismat ki khidki khuli
Pahli kamai pocket mein aayi
Aaj sare yar sari rat aish karenge
Pio gao jhumo gao mauj udao
Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli
Saical se car ladi haye pahli bar ladi
Saical se car ladi haye pahli bar ladi
Gairaz ka kam badha mehnat ka dam badha
So so ke not mile mere to bhag khule
Mai malamal ho gaya
Tak takao tak takao
Kadki mein ladki mili kismat ki khidki khuli
Pahli kamai pocket mein aayi
Aaj sare yar sari rat aish karenge
Pio gao jhumo gao mauj udao
Kadki mein ladki mili kismat ki khidki khuli
Tak takao tak takao
Pio khao jhuko gao mauj udao
Kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli
Jhumo nacho pio khao jhumo gao mauj udao
Hai ladki ko lut liya kya ucha kaam kiya
Hai ladki ko lut liya kya ucha kaam kiya
Aise jo hath lage daulat na sath rahe
Mehnat ka naam liya
Dhokhe ka kam kiya
Tak takao tak takao
Tak takao tak takao
Jao nak katao nak katao nak katao
Kadki mein ladki mili kismat ki khidki khuli
Aisi kamai kya kam aayi
Kya aisi daulat ke sath
Aish karenge tak takao tak takao
Dhokha kya maine kiya
Saical ka dam liya
Pahli kamai pocket mein aayi
Aaj sare yar sari raat aish karenge
Tak takao tak takao
Jao nak katao nak katao nak katao
Tak takao tak takao
Jao nak katao nak katao nak katao.