Khubsurat hai rangat song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Khub surat hai rangat gulabi hai
Mere saiya me kitni kharabi hai
Wo sarabi sarabi sarabi hai
Sarabi hai
Khubsurat hai


Khub surat hai rangat gulabi hai
Mere saiya me kitni kharabi hai
Wo sarabi sarabi sarabi hai
Sarabi hai
Khubsurat hai


Roz kahta hai milne to milta nahi
Shyam ko rahta hai wada kahi
Roz kahta hai milne to milta nahi
Shyam ko rahta hai wada kahi
Nahi aaye abhi tak bhayi aisi rat
Nahi aaye abhi tak bhayi aisi rat
Jab ye botal nigodi na ho usne sath
Bate sahana
Bate sahana aadat nawabi hai
Mere saiya me kitni kharabi hai
Wo sarabi sarabi sarabi hai
Sarabi hai
Khub surat hai


Usko pine se roko to ladta hai wo
Jitna samjhao utna bigadta hai wo
Usko pine se roko to ladta hai wo
Jitna samjhao utna bigadta hai wo
Jane kisne banayi ye papan sharab
Jane kisne banayi ye papan sharab
Kar diya mere saiya ko jisne kharab
Marig si aankhe
Marig si aankhe chehra kitabi hai
Mere saiya me kitni kharabi hai
Wo sarabi sarabi sarabi hai
Sarabi hai
Khud surat hai
Khub surat hai rangat gulabi hai
Mere saiya me kitni kharabi hai
Wo sarabi sarabi sarabi hai
Sarabi hai
Khubsurat hai.