Main to girdhar ke ghar jaoon song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main to girdhar ke ghar jaoon
He ri main to girdhar ke ghar jaoon
Girdhar more sache pritam
Girdhar more sache pritam
Un sang preet nibhau
Main to un sang preet nibhau
He ri main to girdhar ke ghar jaoon


Jinke piya pardesh basaye
Jinke piya pardesh basaye
Rah takat naina thak jaye
More piya more man mein basat hai
Nit nit darsan pau
He ri main to girdhar ke ghar jaoon


Maat pita aur kutumb kabila
Maat pita aur kutumb kabila
Jhuthe jag ki jhuthi leela
Sacha nata girdhar ji ka
Sacha nata girdhar ji ka
Un sang byah rachau
Un sang byah rachau
He ri main to girdhar ke ghar jaoon


Dur se murli ki dhun aaye
Dur se murli ki dhun aaye
Madhur milan ke geet sunaye
Girdhar ji ka aaya bulawa
Girdhar ji ka aaya bulawa
Pankh bina ud jaoon
Pankh bina ud jaoon
He ri main to girdhar ke ghar jaoon.