Keh Rahi Hai Raat Andheri Lyrics - Hyderabad Ki Nazneen | Murad | Durga Khote | Nigar Sultana | Talat Mahmood
in Movies
Watch the Video
Song Information
Keh rahi hai raat andheri song is from Hyderabad Ki Nazneen (1952) and it is sung by Talat Mahmood.It stars Murad, Durga Khote, Nigar Sultana and Mahar Desai in leading roles. This song is penned by Noor Lakhnavi and composed by Vasant Desai. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Keh rahi hai raat andheri
Ye jahan kuchh bhi nahin
Chaand sooraj aur
Zameen o aasmaan kuchh bhi nahin
Kah rahi hai raat andheri
Jinke mehlon mein sadaa
Bajti rahin shehnaayiyaan
Jinke mehlon mein sadaa
Bajti rahin shehnaayiyaan
Khaaq ke kuchh dher hain
Baaki nishaan kuch bhi nahin
Keh rahi hai raat andheri
Jinke gusse ki sadaa se
Kaanpne lagte thhe dil
Aaj hain khaamosh aise
Aaj hain khaamosh aise
Jyun raha kuchh bhi nahin
Keh rahi hai raat andheri
Kuchh yahaan ke waaste kar
Kuchh wahaan ke waaste
Imtihaan hi imtihaan hai
Aur yahaan kuchh bhi nahin
Keh rahi hai raat andheri
Ye jahan kuchh bhi nahin.