Kaha Nazar Takrayi Lyrics - Mumtaz | Meena Kumari | Manhar Desai | Mahendra Kapoor

1965

Lyrics

Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya
Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya

Mai musafir besahara
Jag me hu aawara
Wo poonam ka chand jagmag
Mai hu tuta tara
Kaun ye dil me samaya
Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya

Ye hawaye kah rahi hai
Uska hi afsana
Jis hasi ka najami ka
Dil hua deewana
Kaun ye dil me samaya
Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya

Kya kahu mai kya karu mai
Wo hai chanchal chaya
Bhula sab kuch khoya sab kuch
Jabse dil me samaya
Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya
Kaha nazar takrai.