Radha dwar khadi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Radha dwar khadi rashta niharti
Sath me papihe ke piya pukarti
Sath me papihe ke piya pukarti
Mohan ne mukhda dikhaya re
Mohan ne mukhda dikhaya re
O meri bagiya me
Panchi laut aaya re
Bagiya me panchi laut aaya re


Bad intzar ke pyar ka maja hai
Bad intzar ke pyar ka maja hai
Sajna ho pas to didar ka maja hai
Ghunghat se pyar muskuraya re
Ghunghat se pyar muskuraya re
O meri bagiya me
Panchi laut aaya re
Bagiya me panchi laut aaya re


Phul bani kaliya masti me jhum ke
Phul bani kaliya masti me jhum ke
Gori or gori bani shabnam ko chum ke
Ban ban basant rang laya re
Ban ban basant rang laya re
O meri bagiya me
Panchi laut aaya re
Bagiya me panchi laut aaya re
Aaya re aaya re aaya re
Aaye re.