Kabhi Inkar Karte Ho Lyrics - Modern Girl | Pradeep Kumar | Helen | Smriti Biswas | Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kabhi inkar karte ho song is from Modern Girl (1961) and it is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh).It stars Pradeep Kumar, Helen, Smriti Biswas, Tun Tun in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho
To matlab saf jahir hai
Kisi se pyar karte ho
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho
To matlab saf jahir hai
Kisi se pyar karte ho
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho
Ye bahki chal kahti hai
Najar takra gayi hogi
Ye bahki chal kahti hai
Najar takra gayi hogi
Mohabbat ki ghata lahrake
Dil pe cha gayi hogi
Nighae jhuk gayi hongi
Kayamat aa gayi hogi
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho
To matlab saf jahir hai
Kisi se pyar karte ho
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho
Ye aankhe kah rahi hai
Jagne ki unko aadt hai
Ye aankhe kah rahi hai
Jagne ki unko aadt hai
Kaho wo kaun hai
Jiske taswwur pe mohabbat hai
Kabhi to hamse khul jao
Hame tumse mohabbat hai
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho
To matlab saf jahir hai
Kisi se pyar karte ho
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho
Machalti hai hasi hotho pe
Tum kaise chupaoge
Machalti hai hasi hotho pe
Tum kaise chupaoge
Ye utni hi bikharti hai
Ise jitna dabaoge
Mohabbat ek tufan hai
Ise tum kya jataoge
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho
To matlab saf jahir hai
Kisi se pyar karte ho
Kabhi inkar karte ho
Kabhi ikrar karte ho.