LyricsTashan

Jiya Mein Laga Lyrics - Archana | Mala Sinha | Sanjeev Kumar | Jagdeep | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

in Movies

Watch the Video

Song Information

Jiya mein laga song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Jiya mein laga more ban preet ka
Jiya mein laga more ban preet ka
Gayal hai arman preet ka
Gayal hai arman preet ka
Jiya mein laga more ban preet ka
Jiya mein laga more ban preet ka


Bin kajhar the naina kale
Bin kajhar the naina kale
Bin kajhar bin kajhar
Bin kajhar the naina kale
The chitvan ke baan nirale
Haar na mane hum dilwale
Hum dilwale, hum dil wale
Jiya mein laga more ban preet ka
Gayal hai arman preet ka
Jiya mein laga more ban preet ka


Kahrpat kharpat rain gujaru
Kahrpat kharpat, kahrpat
Kahrpat kharpat rain gujaru
Kharpat kharpat rain gujaru
Sari raina panth niharu
Banke papiha pee ko pukaru
Pee ko pukaru, pee ko pukaru
Jiya mein laga more ban preet ka
Gayal hai arman preet ka
Jiya mein laga more ban preet ka


Man ki adal se deep jalau
Man ki adal se deep jalau
Har dhum deepak raag sunau
Sari umariya gaana gaau
Gaana gaau, gaana gaau


Jiya mein laga more ban preet ka
Jiya mein laga more ban preet ka
Gayal hai arman preet ka
Gayal hai arman preet ka
Jiya mein laga more ban preet ka.

Related Songs

More songs from Archana (1974)
More songs of Mala Sinha
More songs of Sanjeev Kumar
More songs of Jagdeep
More songs of Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)