Jis Raat Jale Na Parwane Lyrics - Sanjog | Pradeep Kumar | Anita Guha | Shubha Khote | Asha Bhosle | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jis raat jale na parwane song is from Sanjog (1961) and it is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.It stars Pradeep Kumar, Anita Guha and Shubha Khote in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Madan Mohan. It is produced by Om Prakash. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Ishq ko kya mitayega koi
Ye ishq ka kawa jale hi jale
Jis rat jale na parwane
Jis rat jale na parwane
Aisi to koi bhi rat nahi hai
Aisi to koi bhi rat nahi
Jis rat jale na jis rat jale na
Jis rat jale na parwane
Aisi to koi bhi rat nahi
Ishq jalta hai, ishq jalta hai
Jalta hai ishq jalta hai lau aati hai
Do char ya das ki baat nahi
Do char ya das ki baat nahi
Jis rat jale na parwane
Aisi to koi bhi rat nahi
Aisi to koi bhi rat nahi
Kya chij hai ye ulfat ki jalan
Puchho ye kisi dilwale se
Kya chij hai ye ulfat ki jalan
Puchho ye kisi dilwale se
Puchho ye kisi dilwale se
Puchho ye kisi dilwale se
Puchho ye kisi dilwale se
Puchho ye kisi dilwale se
Tere liye nazar se
Zamana gira diya
Haye tujhko basake
Dil me jaha ko bhula diya
Wah wah jab teri rah gujar me
Jab teri rah gujar
Me andhera hyua tab
To phir kya kiya aji
Mil na saka chirag to
Dil hi jala diya kya dil jalaya
Dilwale jalke dikhayege
Is rah pe chalte jayege
Fariyad na lab par aayegi
O ho gam sino me palte jayege
Is rah pe chalte jayege
Is rah pe chalte jayege
Is rah pe chalte jayege
Zalim tere wado ka kya hai
Zalim tere wado ka kya hai
Wo hasrat pe talte jayege
Dilwale jalte jalte jayege
Is rah pe chalte jayege
Arey rah ke bhi aage lekin
Shikwa na karege hum tera
Tu laz ahamri shabar ki dekh
Hum phir bhi bharege dam tera
Kya chij hai ye ulfat ki jalan
Puchho ye kisi dilwale se
Puchho ye kisi dilwale se
Is ishq ke dukhde kon gine
Is ishq ke is ishq ke
Is ishq ke dukhde kon gine
Is ishq ke dukhde kon gine
Kon gine kon gine ji kon gine
Is ishq ke dukhde kon gine
Do char ya das ki baat nahi
Do char ya das ki baat nahi
Jis rat jale na parwane
Aisi to koi bhi rat nahi
Aisi to koi bhi rat nahi
Chundad se uthate ho kisko
Yaad rahe ye yaad rahe
Chundad se uthate ho kisko
Ye yaad rahe ye yaad rahe
Ye yaad rahe ye yaad rahe
Ye yaad rahe ye yaad rahe
Aji ye yaad rahe ye yaad rahe
Aji ye yaad rahe ye yaad rahe
Ye yaad rahe hum aashiq hai
Parwane ka sina rakhte hai
Jine ka salika aata hai
Marne ka karina rakhte hai
Ye yaad rahe ye yaad rahe
Aji ye yaad rahe ye yaad rahe
Ye yaad rahe ye yaad rahe
Ye yaad rahe ye yaad rahe
Aji ye yaad rahe ye yaad rahe
Aji ye yaad rahe ye yaad rahe
O ho marna hi hamari manzil hai
Manzil se narazgi ho kisko
Manzil se narazgi ho kisko
O ho is dar ki ronak humse hai
Tum dar pe uthate ho kisko
O tum dar pe uthate ho kisko
Hum uad ke chale to jayege
Aur laut ke phir nahi aayege
Mar jayege mar jayege mar jayege
Magar ye yaad rahe aji ye yaad rahe
Aye dildar tere hal pe chhoda tujhko
Pyar agar ho gaye lachar to
Pyar agar ho gaye lachar to
O sitam ggar tujhe
Ye log na jine dege
Hum to mar jayege
Bemot hamara kya hai
Magar ye yaad rahe
Aji ye yaad rahe
Hum uad ke chale to jayege
Aur laut ke phir nahi aayege
Mar jayege mar jayege mar jayege
Lekin sitamgar yaad rahe
Lekin sitamgar yaad rahe
Lekin sitamgar yaad rahe
Yaad rahe lekin sitamgar yaad rahe
Aji yaad rahe ye yaad rahe
Lekin sitamgar yaad rahe
Hai shehar ka shehar hi deewana
Hai shehar ka shehar hi deewana
Deewana deewana
Hai shehar ka shehar hi deewana
Hai shehar ka shehar hi deewana
Deewana deewana
Hai shehar ka shehar hi deewana
Do char ya das ki baat nahi
Do char ya das ki baat nahi
Jis rat jale na parwane
Aisi to koi bhi rat nahi
Aisi to koi bhi rat nahi
Do char ya das ki baat nahi
Do char ya das ki baat nahi
Jis rat jale na parwane
Aisi to koi bhi rat nahi
Aisi to koi bhi rat nahi
Jis rat jale na parwane.