Jala do duniya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.C. Bokadia. This song was released on 01 Jan 2018.
Jala do jala do
Jala do jala do
Jala do duniya yahi
Duniya hai to
Duniya ko jala do
Aag laga do
Jala do jala do
Jala do duniya yahi
Duniya hai to
Duniya ko jala do
Aag laga do jala do jala do


Har sapna jale armaan jale
Insaan jale bhagwan jale
Har sapna jale armaan jale
Insaan jale bhagwan jale
Har dil ko har ek sine ko
Samsan bana do jala do jala do
Jala do duniya yahi duniya hai to
Duniya ko jala do
Aag laga do jala do jala do


Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi


Kyu ki gaya ghabhara ke
Zahar nafrat ka thoda sa mila leta
Amrit bhi mohabbat ka
Taskin bhi mil jati
Jine ka bahana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi


Ek roz yahi sehara
Tha chaman
Thi kitni khushi the
Kitne magan
Ek roz yahi sehara
Tha chaman
Thi kitni khushi the
Kitne magan
Kyu ruth gaye
Mujhse wo din
Koi to bata de
Jala do jala do
Jala do duniya yahi
Duniya hai to
Duniya ko jala do
Aag laga do jala do jala do


Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi


Yeh ashak kabhi dil mein
Toofan uthayenge
Jo ruth gaye tujhse
Wo laut bhi aayenge
Hai khel mukadar ka
Bichhado ko milana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi.