Jai jai ram song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Homi Wadia. This song was released on 01 Jan 2018.
Jai shri ram shri ram
Shri ram shri ram
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam


Ram ke japane se hi
Ban jate sab bigade kam
Ram ke japane se hi
Ban jate sab bigade kam
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam


Madhu katab do daityo ko
Machaya roop se mara
Vedo ka uddar kiya
Magan hua jag sara
Sagar man tan me sab
Ne kasyap roop banaya
Apne pith madara jal
Parvat ka baar uthaya
Prithavi ki raksha ke liye
Barah roop me aaye
Hirnakashya ko maar ke
Dharti jal ke upar laye
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam


Bakt parladh ki raksa ke liye
Pardhu ne narsingh avtaar liya
Abhimani atyachari
Hirnakasyap ko maar diya
Bhumsen padh ke bali
Barahan roop virat kiya
Bali ke sar pe pag dar ke
Parbhu na uska uddar kiya
Parshu ram avtar parbhu ka
Parshu ram avtar parbhu ka
Jagat parsid kahlaye
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam


Tareta yug me parbhu ne hi
Shri ram roop me janm liya
Janak saba me shiv ke danush ko
Tod siya se bayah kiya
Jab davapar yug aayega
Avtar krishan ka lege parbhu
Sanhar kans ka kar ke
Jag ka santap harenge parbhu


Jab jab ghar hinsa phailegi
Parbhu budh roop me aayenge
Bhudam sarnam raksami
Manav ko prem ahinsa ka parbhu
Bawan path padayenge


Hoga kalsi avtar parbhu
Ka jab gor kalyug aaye
Dharti pe adarm ki chaya
Kahi na rahne paye
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam
Ram nam ke japne se hi
Ram nam ke japne se hi
Ban jate sab bigade kam


Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam
Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam


Jai jai raam jai shri ram
Do aksar ka pyara naam.