Bhagya Ki Maari Lyrics - Bharat Bhushan | Raj Kumar | Anita | Mohammed Rafi

1973

Lyrics

Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se

Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se

Ghan garze aandhi paani le
Sujhe raah na madhuban ki
Ghan garze aandhi paani le
Sujhe raah na madhuban ki
Milan ki dhun mein bawari radha
Baat nihare mohan ki

Kitne sawan gaye suhawan
Beete kitne madhur wasant
Gokul ne gopal na aaye
Hua nahi virha ka ant
Kitne sawan gaye suhawan
Baate kitne madhur wasant
Gokul ne gopal na aaye
Hua nahi virha ka ant
Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se
Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se
Bhagya ki maari radhe rani.