Mere balo mein sawan ki ghata song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dhirubhai Desai. This song was released on 01 Jan 2018.
Mere balo mein sawan ki ghata
Aaha aaha
Mere balo mein sawan ki ghata
Mere galo par yowan ki chata
Yowan ki chata
Mai naw parbhat ki ujjawal arunayi hu
Mai rum jhum kar dwar tere aayi hu
Dwar tere aayi hu


Main ithlate madhuban ki balkhati ek kali hu
Main lahrate sagar ki lahro ke bich pali hu
Bijli ki chamak taro ki damak
Bijli ki chamak taro ki damak
Phul ki mahakti kyari hu
Main naw parbhat ki ujjawal arunayi hu
Main rum jhum kar dwar tere aayi hu
Dwar tere aayi hu.