Mai Nadiya Ki Dhara Lyrics - Naag Panchami | Ashish Kumar | Jayshree Gadkar | Prithiviraj Kapoor | Kishore Kumar | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mai nadiya ki dhara song is from Naag Panchami (1972) and it is sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar.It stars Ashish Kumar, Jayshree Gadkar and Prithiviraj Kapoor in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi). It is produced by Babubhai Mistri. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara
Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Kon sambhalega mujhko
Bin tere bhatak jaungi
Kon sambhalega mujhko
Bin tere bhatak jaungi
Jaha jaha se jayega tu
Vaha vaha aaungi
Chutega na sath hamara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara
Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Roop rang ras ki tu ganga
Mai pyasa panghat hu
Roop rang ras ki tu ganga
Mai pyasa panghat hu
Or pas aane ko tarsu
Yu to bhut nikat hu
Jiwan mera tune sawara
Aayenge jag me dobara
Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara.