Hum Hain Khayal E Yaar Lyrics - Jaan-E-Wafa | Farooq Sheikh | Pradeep Kumar | Manmohan | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hum hain khayal e yaar song is from Jaan-E-Wafa (1990) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Farooq Sheikh, Pradeep Kumar, Manmohan, Rati Agnihotri in leading roles. This song is penned by Bashar Nawaz and composed by Mohammed Zahur Khayyam. It is produced by Abdul Rub Bin Mehfooz. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Allah allah allah
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Yeh raaje ishq hain
Yeh raaje ishq hain
Isse kahiye juba se kya
Yeh raaje ishq hain
Isse kahiye juba se kya
Puchha hain mujhse aapne
Puchha hain mujhse aapne
Haale dil mera
Puchha hain mujhse aapne
Haale dil junoon
Wakif nahin hain aap
Meri dasta se kya
Wakif nahin hain aap
Meri dasta se kya
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Bemange hi kbhul ho
Bemange hi kbhul ho
Jis dil ki har dua
Bemange hi kbhul ho
Jis dil ki har duaa
Mange wo khush nasib
Tere aasta se kya
Mange woh khush nasib
Tere aasta se kya
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Allah allah allah
Gujare hain rahe ishq se
Gujare hain rahe ishq se
Deewana war hum
Gujare hain rahe ishq se
Deewana war hum
Ab us makam par hain
Ke laute waha se kya
Ab us makam par hain
Ke laute waha se kya
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Pakid ki jamal ki
Pakid ki jamal ki
Kaise kare baya
Pakid ki jamal ki
Kaise kare baya
Nisbat hain husn yaar ko
Husne baya se kya
Nisbat hain husn yaar ko
Husne baya se kya
Hum hain khayal e yaar hain
Humko jahan se kya
Yeh raaje ishq hain
Isse kahiye juba se kya.