Ab to hum hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Abdul Rub Bin Mehfooz. This song was released on 01 Jan 2018.
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe
Dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan


Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Arzoo the zindagi
The jaan the
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe
Dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan


Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Un fasano ki haqiqat kya bhala
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gehraiyan.