Hamara yaar hai hum song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hamara yaar hai hum
Hai mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai  meharbani hai
Hamara yaar hai hum
Hai mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai meharbani
Hai hamara yaar hai


Ab in aankho ab in
Hotho ki mai pikar
Hoke nashe me chur
Tamana ki nayi duniya
Basayenge chal ke kahi dur
Hamara yaar hai hum
Hai mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai meharbani
Hai hamara yaar hai


Na kyu chahke na kyu
Bahke ke hum barso
Tarse hai jinke bin
Unhi se ab gale lag le
Ke rut aayi bite zudai ke din
Hamara yaar hai hum
Hai mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai meharbani
Hai hamara yaar hai


Khilayenge chaman me hum
Ek aisa gul jo na khila pahle
Ho ke nanha sa koi chanda
Hansega bhi ab apne aanchal tale
Hamara yaar hai hum hai
Mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai meharbani
Hai hamara yaar hai.

More songs from Neelima (1975)