Hey jawan sama song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hey jawan sama jawan bahar
Chaman muskuraya
Gaya sal gaya aur
Naya sal aaya
Jawan sama jawan bahar
Chaman muskuraya
Gaya sal gaya aur
Naya sal aaya
Ji le pyar ka nasha
Dhire dhire pyas bhuja
Pyar aur jadu sa chha gaya
Pyar aur jadu sa chha gaya


Har nazar pyar ki hai roshni
Muskura rahi hai meri zindagi
Hey har ada lage hume bhali bhali
Baho mein aa gayi hai har khushi
Mujhse koi mujhko hi chura gaya
Aankhon mein tare saja gaya
Hey jawan sama jawan bahar
Chaman muskuraya
Gaya sal gaya aur
Naya sal aaya.