Hallaa Gullaa, Aish Kar Lo Dosto Lyrics - Dholak | Ajit | Manmohan Krishna | Yashodhara Katju | Mohammed Rafi | Shamshad
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hallaa gullaa, aish kar lo dosto song is from Dholak (1951) and it is sung by Mohammed Rafi and Shamshad.It stars Ajit, Manmohan Krishna, Yashodhara Katju, Satish Batra in leading roles. This song is penned by Aziz Kashmiri and composed by Shyam Sundar. It is produced by Roop K. Shorey. This song was released on 01 Jul 1951.
Lyrics
halla-gulla laila khullam-khulla
gaila khullam-khulla
aish kar lo dosto college ki divaro me
kal se likhe jaaoge sabke sab bekaro me
chhoti-moti naukri dhundhoge akhbaro me
aaj nahi to kal milegi dil ko ye samajhayila
log kahenge babu ji hai ba kar ke aaye hai
kayi sal kayi mahine pani bhar aaye hai
paint me phuti payi nahi hai
saikil par chadh aaye hai
phir sadko par avara phir kar lara lappa gayila
maal rod par hamne kal ek ladki dekhi jayila
thumak-thumak chalte-chalte uska gira rumayila
hamne liya uthayila ladki di mukarayila
halla-gulla laila khullam-khulla
gaila khullam-khulla
ek gali me hamne kal ek ladka dekha jayila
kaali ainak layila tirchhi topi payila
usne hamse chedchaad ki hamne juta uthayila
pas hua payila fel huya to jayila
halla-gulla laila khullam khulla
gaila khullam-khulla
dadhi-munchh mudayila bagad-billa
halla-gulla layala khullam-khulla
gaila khullam-khulla
ladki se sharamayila rahmat ulla
halla-gulla layala khullam-khulla
gaila khullam-khulla