Aise Rasiya Ka Lyrics - Dholak | Ajit | Amir Banu | Kathana | Lata Mangeshkar | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aise rasiya ka song is from Dholak (1951) and it is sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.It stars Ajit, Amir Banu and Kathana in leading roles. This song is penned by Aziz Kashmiri and composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). It is produced by Roop K. Shorey. This song was released on 01 Jul 1951.
Lyrics
Aise rasiyaa ka
Aise balma ka kya aitbaar
Aitbaar, jhootha pyaar
Aise rasiyaa ka, aise balmaa ka
Kya aitbaar, aitbaar
Jhoothaa pyaar
Jaake man mein basa
Guiyaan sautan ka pyaar
Jaake man mein basa
Guiyaan sautan ka pyaar
Sautan ka pyaar
Aise rasiyaa ka
Aise balmaa ka kya aitbaar
Aitbaar jhootha pyaar
Aisi gori ka
Aisi chhori ka kya aitbaar
Aitbaar kaisa pyaar
Jaake man mein basa
Rama ghairon ka pyaar
Jaake man mein basa
Rama ghairon ka pyaar
Ghairon ka pyaar, aisi gori ka
Aisi chhori kaa kya aitbaar
Aitbaar kaisa pyaar
Jhootha pyaar
Hamse to jhoothi mohabbat jataaye
Hamse to jhoothi mohabbat jataaye
Ghairon se chhip chhip ke naina milaaye
Ghairon se chhip chhip ke naina milaaye
Kaahe rah rah ke dekha hai khwaab
Aitbaar jhootha pyaar, aise rasiya ka
Aise balmaa ka kya aitbaar
Aitbaar jhootha pyaar
Kaisa pyaar
Hamse to bole tumhaari hoon raja
Aji hamse to bole tumhaari hoon raja
Auron se bole nigaahon mein aa jaa
Auron se bole nigaahon mein aa jaa
Aankhen ghairon se karti hai chaar
Aitbaar kaisaa pyaar, aisi gori ka
Aisi chhori ka kya aitbaar
Aitbaar kaisa pyaar
Jhootha pyaar
Jaao ji jhoothe bahaane na maaro
Jaao ji jhoothe bahaane na maaro
Nainon ke tirchhe nishaane na maaro
Nainon ke tirchhe nishaane na maaro
Zulmi chheene na dil ka karaar
Aitbaar jhootha pyaar
Jaake man mein basa
Guiyaan sautan ka pyaar
Jaake dil mein basa
Rama ghairon ka pyaar
Sautan ka pyaar, aise rasiya ka
Aisi gori ka, aise balmaa ka
Aisi chhori ka, kya aitbaar
Aitbaar jhoothaa pyaar
Aitbaar kaisa pyaar.