Yeh Mehfil Yeh Botal Lyrics - Isi Ka Naam Duniya Hai | Ashok Kumar | Helen | Shyam | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Yeh mehfil yeh botal song is from Isi Ka Naam Duniya Hai (1962) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Ashok Kumar, Helen, Shyam, Sahira in leading roles. This song is penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) and composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi). It is produced by Huda Bihari. This song was released on 17 May 1962.
Lyrics
Yeh mehfil yeh botal ye rangin pani
Isi me hamari hai sari kahani
Yeh mehfil yeh botal ye rangin pani
Isi me hamari hai sari kahani
Yeh mehfil yeh botal ye rangin pani
Ye kahti hai dunia ise chod du mai
Ye botal buri chiz hai tod du mai
Magar kya karu mai hai aadat purani
Are isi mai hamari hai sari kahani
Yeh mehfil yeh botal ye rangin pani
Baharo ki rani ye khwabo ki mallika
Ise bhi nasha chad gaya halka halka
Salamat rahe tu teri ye jawani
Isi me hamari hai sari kahani
Yeh mehfil yeh botal ye rangin pani
Surahi ki aadat hai saki chudade
Mere sar se tu fikre dunia hata de
Tera sukariya or teri meharbani
Are isi me hamari hai sari kahani
Yeh mehfil yeh botal ye rangin pani
Isi me hamari hai sari kahani.