Ujad gaya hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajaram Vankudre Shantaram. This song was released on 31 Dec 1963.
Ujad gaya hain mohabbat
Me zindagi ka chaman
Sitare hain meri duniya
Ke aasun ka kafan


Takadir ka fasana
Takadir ka fasana
Ja kar kise sunaye
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana
Ja kar kise sunaye
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana


Dekhe the jo bhi sapne
Dekhe the jo bhi sapne
Wo ban gaye hain anso
Jati huyi hawao
Jati huyi hawao le jao meri ahe
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana


Apna to gam nahin hai
Apna to gam nahin hai
Gam hain to itana gam hai
Wo bewafa na samaze
Wo bewafa na samaze
Hum se badal na jaye
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana
Ja kar kise sunaye
Is dil mein jal rahi hai
Armaan ki chitaye
Takadir ka fasana.