Gham ki aag mein song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Gham ki aag mein
Hum to hai jalte hai yaha
Jaane tum ho kaha
Gham ki aag mein
Hum to hai jalte hai yaha
Jaane tum ho kaha


Kya maine sapne sajaye
Kismat ne kya gul khilaye
Kya maine sapne sajaye
Kismat ne kya gul khilaye
Jalne laga ashiya
Gham ki aag mein
Hum to hai jalte hai yaha
Jaane tum ho kaha


Sajan birha agan mein
Jalta hai ankho ka pani
Sajan birha agan mein
Jalta hai ankho ka pani
Ab tumse yu dur rehkar
Marne lagi zindgani
Gham ki aag mein
Hum to hai jalte hai yaha
Jaane tum ho kaha


Aye maut aye meri humdum
Ab tum to yu muh na modo
Aye maut aye meri humdum
Ab tum to yu muh na modo
Barbadiyo ki kasam hai
Jivan ki zanjir tod do
Jivan ki zanjir todo
Gham ki aag mein
Hum to hai jalte hai yaha
Jaane tum ho kaha
Gham ki aag mein.